Şarkı Sözleri

Hint Şarkıları Sözleri Kategorisi

Shahrukh Khan Anthem Neha Kakkar

Shahrukh Khan Anthem Neha Kakkar Lyrics Şarkı Sözleri

Pagal kehte haon mujhe sabhi
Par main hoon teri deewani
Tera aisa kya nasha mujhe
Main kabhi se the anjaani
Deewana mein dekha jab
Hosh mere udh gaye
Dar lagta tha par
Kaha nahi tumko
Kaisi ye Paheli hai
Kehna bhi zaroori hai
Kuch kuch hota hai
Pehle na kaha
Shahrukh Shahrukh Shahrukh
Shahrukh kaha?
Na soyi na jagi na hosh raha
Shahrukh Shahrukh Shahrukh
Shahrukh kaha?
Na soyi na jagi na hosh raha
Dil se
Baazigar
Ho tum ye
Dil to pagal hai
Don baadshah
Ra.one
Meri chahat
Hai
Kabhi alvida na kehna
Tum
Chalete chalete
Rab ne bana di Jodi
Hain mahabbatein
Your name is Khan
Mere devdas ho tum
Kal ho na ho
Kaho
Main hoon na
Bas tumor
Shahrukh Shahrukh Shahrukh
Shahrukh kaha?
Na soyi na jagi na hosh raha
Shahrukh Shahrukh Shahrukh
Shahrukh kaha?
Na soyi na jagi na hosh raha
Hosh raha? x 4

Shahrukh Khan Tere Liye

Shahrukh Khan Tere Liye Lyrics Şarkı Sözleri

Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye
Tere liye, ham hain jiye, har aansoo piye
Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye
Tere liye, tere liye
Tere liye, ham hain jiye, har aansoo piye
Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye
Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye
Tere liye, tere liye
Aa….
Zindagi, le ke aayi hai, beete dinon ki kitaab
Zindagi, le ke aayi hai, beete dinon ki kitaab
Ghere hain, ab hamein, yaadein be-hisaab
Bin poochhe, mile mujhe, kitne saare jawaab
Chaaha tha kya, paaya hai kya, hamne dekhiye
Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye
Tere liye, tere liye
Kya kahoon, duniya ne kiya, mujh se kaisa bair
Kya kahoon, duniya ne kiya, mujh se kaisa bair
Hukam tha, main jiyun, lekin tere baghair
Naadaan hai woh, kehte hain jo, mere liye tum ho ghair
Kitne sitam, hampe sanam, logon ne kiye
Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye
Tere liye, sarki-sozleri.net tere liye
Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye
Tere liye, ham hain jiye, har aansoo piye
Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye
Tere liye, tere liye
Tere liye
Tere liye
Tere liye
Tere liye

Shahrukh Khan Jab Tak Hai Jaan

Shahrukh Khan Jab tak hai Jaan Lyrics Şarkı Sözleri

Hmmm Tum se hi jeete rahe hmmm..
Hmmm tum pe hi marte rahe
Jab tak hai jaan

Tumse do lafzon mein
Tumse yeh kehna tha
Tumse hi mohabbat thi
Tumse hi mohabbat hai
Tumse kehna hai yun rehna hai jab tak hai jaan
Haa haan...

Teri aankhon ke sajde me rehna
Palko ke parde me
Jab tak hai Jab tak hai jaan
Teri baahon ki narmi me
Saanson ki garmi mein
Jab tak hai Jab tak hai jaan (x2)

Tumse do lafzon mein
Tumse yeh kehna tha
Tumse hi mohabbat thi
Tumse hi mohabbat hai
Tumse kehna hai yun rehna hai jab tak hai jaan…

Raatein jaagenge raaton me
Teri bemani baaton mein
Jab tak hai Jab tak hai Jaan
Kori kori shaamon mein
Gungunaaye Kaano mein
Jab tak hai Jab tak hai Jaan

Shahrukh Khan World Dance Medley

Shahrukh Khan World Dance Medley Song Lyrics Şarkı Sözleri

Manwa laage…
Manwa laage, laage re saanware
Laage re saanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaaon re

Manwa laage…
Manwa laage, laage re saanware
Laage re saanware
Le khela mene jiya ka, jiya ka, jiya ka hai daav re

Radhe radhe bolo..bolo..bolo!
Radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki
Radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki
Radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki

Satakli re satakli oh thodi satakli
Badle jo kismat ke ye taare
Satakli re satakli, sakal akal satakli
Wah wah ji, wah wah ji, wah wah re

Satakli re satakli oh thodi satakli
Badle jo kismat ke ye taare
Satakli re satakli, sakal akal satakli
Wah wah ji, wah wah ji, wah wah re

Radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki
Radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki
Radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki
Radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki

Hum iss desh ke waasi hain
Jahaan roz roz hi danga rehta hai
Jahaan roz roz akhbaaron mein
Scamon ka panga rehta hai
Jahaan aam aadmi sadko pe
Aadha sa nanga rehta hai
Iss haal mein bhi iss daur mein bhi
Har dil mein tiranga rehta hai

Apni marzi ke hum khuda indiawalon
Aati hai jeet ki sadaa indiawalon
Yaaron se apna waasta
Dushman ke chakke chhuda dein indiawale
Dum hai toh koi rok le indiawale
Sooraj se oonche hausle indiawale
Saath milkar jo hum chale
Kismat se kismat churaa le indiawale

Duniya se humko kya le jaana
Yaaron ke dil mein ho thikana
Jo dil se yaar humein le pukaar
To jaan nisaar kar daale
Kehte hain humko pyar se india waale
Chhu lete dil ke taar se india waale
Har jeet cheen le haar se indiawaale
Dushman ke chakke chhuda de
Ungli pe sabko nachaa dein
Dushman ke chakke chhuda de hum indiaawale
Manwa laagyo re..manwa laage re

Kehte hain humko pyar se india wale
Chhu lete dil ke taar se india wale
Manwa laagyo re..manwa laage re

Apni marzi ke hum khuda indiawale
Aati hai jeet ki sadaa indiawale
Yaaron se apna waasta
Dushman ke chakke chhuda dein indiawale
Dum hai toh koi rok le indiawale
Sooraj se oonche hausle indiawale
Saath milkar jo hum chale
Kismat se kismat churaa le indiawale.

Müzik ruhun gıdasıdır. Edebiyat da öyle. Edebiyat ile müziği birleştiren en önemli faktör de şarkı sözleri. Bazı şarkı sözleri öyle değerli ki, en büyük şiirler kadar etki bırakıyor dinleyende. Pek çok şarkı sözü yazarının ozan olarak anılmasının sebebi de bu sanırız. Bazen kırgınlığımızı dile getirmek, bazen aşkımızı anlatmak, bazen de barış dalı uzatmak için şarkı sözlerine sarılırız. Bazı şarkılar dilimize takılır, nakaratını söyler dururuz ama sözlerinin gerisini unuturuz. Şimdi bütün şarkı sözlerini tek tıklamayla önünüze seren bir site var -> Sarki-Sozleri.Net

Bu Site

Şarkı Sözleri

Sitesidir...

Yerli ve yabancı şarkı sözlerini, sanatçıların biyografilerini, şarkı sözü notalarını, müzik haberlerini, akor-tab bilgilerini ve popüler şarkıların çevirilerini www.sarki-sozleri.net'te bulabilrisiniz.

Yukarı